sir pls answer...
makar lagna ki kundali mein shani lagnesh par 4th house mein moon hain means 1st sign so mangal moon lord hain.
So shani lagnesh hain aur unka dushman Mangal rashi lord hain.. aur mangal 4th and 11th house le kar baithe hain to kundali ke enemy planet bhi hain and waise bhi mangal aur shani aapas mein dushman hain..
to please help kijie kaisa dekha jaye jab kundali rashi lord aur lagnesh hi aapas mein shatru ho..
vaise is kundali mein shani 2nd house 11th rashi mein apne ghar hi baithe hain aur Mangal 6th house budh ki rashi mein baithe hain aur waise budh bhi 4th house mein mangla ki rashi mien baithe hain to mangal aur budh ka rashi parivartan bhi hain.. just in case agar ye knowledge helpful ho, condition ko samjne mein.