Namaskar Neeta Ji, jitna maine suna hai, kaal sarp dosh tab banta hai jab sare grah rahu aur ketu ke madhya aa jate hain, isme degrees ka mahatva jyada hai aur bhav chalit ka nahi, to agar lagan kundali me moon, rahu ketu axis se bahar hai to bhav chalit ke acc. kaal sarp nahi banna chahiye
Moreover kaal sarp dosh bahut jyada time ke liye rehta hai gochar me to itna seriously nahi lena chahiye, kuch classics me to diya bhi nahi hai ye, logo ko darane and lootne ke kaam jyada aata hai, agar hai bhi kundali me to itna tention nhi lena chahiye